Santa and Banta were playing chess
(joke doesn't end here).
.
.
.
Santa:
Chal yaar bas karte hain, pak raha hai.
Banta:
Haan yaar, waise bhi tera sirf haathi bacha hai,
aur mera sirf ghoda..!
( The joke doesn't end here either )
.
.
.
Phir waha Vishwanath anand aata hai...
Vishy:
Chalo Santa-Banta, chess khelate hai.
Santa-Banta:
Nahi, aap to hume aasanise hara doge.
Vishy:
Chalo yaar. Tum dono aur me akela.
Santa-Banta:
Phir bhi hum haar jayenge
Vishy:
Okay, mai left hand se khelunga...
Santa-Banta:
Haan. Phir thik hai.
The joke still doesn't end.
.
.
.
Dono obviously haar jate hai aur Vishy chala jata hai.
Santa:
Badi sharmanaak baat hai yaar.
Left hand se bhi hara diya usne.
Banta:
Abe bewkoof bana gaya woh hume.
Santa:
Kaise?
Banta:
Saala lefty hi hoga...!
(joke doesn't end here).
.
.
.
Santa:
Chal yaar bas karte hain, pak raha hai.
Banta:
Haan yaar, waise bhi tera sirf haathi bacha hai,
aur mera sirf ghoda..!
( The joke doesn't end here either )
.
.
.
Phir waha Vishwanath anand aata hai...
Vishy:
Chalo Santa-Banta, chess khelate hai.
Santa-Banta:
Nahi, aap to hume aasanise hara doge.
Vishy:
Chalo yaar. Tum dono aur me akela.
Santa-Banta:
Phir bhi hum haar jayenge
Vishy:
Okay, mai left hand se khelunga...
Santa-Banta:
Haan. Phir thik hai.
The joke still doesn't end.
.
.
.
Dono obviously haar jate hai aur Vishy chala jata hai.
Santa:
Badi sharmanaak baat hai yaar.
Left hand se bhi hara diya usne.
Banta:
Abe bewkoof bana gaya woh hume.
Santa:
Kaise?
Banta:
Saala lefty hi hoga...!
0 comments:
Post a Comment